Momin ke Imaan ke pehchan apki(Maula Ali a.s) ki muhabbat hai aur mushrik ki pehchan apki adawat hai....Kitab al Irshad sheikh Mufeed r.a .
Amirulmomineen Ali a.s ne kaha ki Paighambar-e-akram s.a.w.w ne mujhse ahad kia hai ki Sirf momin tumse muhabbat karegen aur munafiq tumse adawat(dushmani) karegen.
Ref:Kitab al Irshad page 70 sheikh Mufeed r.a .
iltemas-e-dua
Askari Hasan Zaidi Sirsivi
Husaini Islamic Library