Tuesday, August 15, 2017

Zalim badshaho ka qurb hasil karne waloy ki saza,Zalimon aur unke madadgaro ki saza.

Zalim badshaho ka qurb hasil karne waloy ki saza,Zalimon aur unke madadgaro ki saza.
Ye pages Sheikh Sadooq r.a jo ki shio ke yahan bahut bade muhaddis maaney jatey hai unki kitab sawabe amal aur aqabe amaal se liya hai .
Zalim ki madad do tarha se hai ek to uski madad karna doosrey uske amal par khamoshi ikhtiyaar karna bhi zaalim ki madad hai .Insaan ko chahiye ke uske zulm ke khilaaf amalan haath pair se rokey ya phir zubaan se rokey .
Allah hamsabko zulm karne se aur zalim k zulm ki madad aur taaeed karne se mahfooz rakkhen.Ameen
Wassalam.


Thursday, June 08, 2017

Imamat in the Holy Quran.

Imamat in the Holy Quran.
Compiled by: Askari Hasan Zaidi
Email:husainilibrary@gmail.com

Ø  And [mention, O Muhammad], when Abraham was tried by his Lord with commands and he fulfilled them. [ Allah ] said, "Indeed, I will make you a leader(Imam) for the people." [Abraham] said, "And of my descendants?" [ Allah ] said, "My covenant does not include the wrongdoers(Zalimeen)."
(Surah Baqra ayat no.124)


Ø  "Your guardian is only Allah, His Messenger and those who believe, establish prayers and pay the zakat while they are bowing in prayer."
(Surah al-Ma'ida, 5:55)


Ø  And We made them Imams who guided (people) by Our command, and We revealed to them the doing of good and the keeping up of prayer and the giving of the alms, and Us (alone) did they serve;
(Surah Alanbiya,21:73)
Ø  And We made of them Imams to guide by Our command when they were patient, and they were certain of Our communications.
( Surah Al sajdah,32:24])


Ø  (Remember) the day when We will call every people with their Imam; then whoever is given his book in his right hand, these shall read their book; and they shall not be dealt with a whit unjustly.

(Surah  Al Isra or bani Israil,17:71])




HADITH
Hazrat Muhammad s.a.w.w said :"Whosoever dies without recognizing the Imam of his time dies the death of the ignorance (Jahiliyyah)."

(Imam Ahmad b. Hanbal, al-Musnad, p. 96.)

Friday, February 17, 2017

Ahlulbayt a,s ki dushmani Nabi s.a.w.w ki dushmani hai .

Ahlulbayt o panjatan paak ka dost Nabi s.a.w.w ka dost aur unka dushman Nabi s.a.w.w ka dushman hai.(Manaqibe Ahlulbayt ,Imam Hakim nisapuri alime ahlulsunnat )



Monday, January 16, 2017

Allama Syed Mohammad Sibtain Sirsivi r.a (Sahib e Al- Burhaan)

Allama Syed Mohammad Sibtain Sirsivi r.a (Sahib e Al- Burhaan)
Sarkare Raeesul Ulema Allama Syed
Sibtain Sirsivi Shb Qibla R.A,who was
one of the greatest scholars of
India.Allama was born in Sirsi.He was the
pupil of Allama Abdul Ali Harvi R.A.He
was the author of the most famous
Magzine "Al-burhan",which is very
famous among scholars.And is a great
source of Knowledge for scholars till
today.This magzine was published from Ludhyana(Punjab),for 35 years. Including this he wrote many Books.Some Of them are
1.As-Sirat-as-Sawi-fi-Ahwale Mehdi(Ajtf)
2.Mushaf-e-Naatiq(3 Vol)
3.Khilafat-e-Elahiya(3 Vol)
4.Kashaf-ul-Asraar(4 Vol)
5.Mawaiz-e-Hasana
6.Imamia Namaz
7.Imamia Deeniyaat
In 1947 Allama goes to Karbala for Ziyarat and this sun of Knowledge set there.He was buried there.Allama's Grave is in Karbala.






Mohtaje Dua:Askari Hasan Zaidi

Wednesday, January 11, 2017

HAZRAT SALMAN FARSI R.A

HAZRAT SALMAN FARSI R.A 
Hazrat Salaman farsi r.a ko AHLULBAYT A.S mein shamil hone ka sharf hai aur unke baaren mai RasoolAllah s.a.w.w ne farmaya ki Salman woh dariya hai jo khushk nahi hosakta hai aur woh khazana hai jo khaali nahi hosakta hai .Salman ham ahlulbayt a.s se hai jo hikmat bakshte hai aur burhan ata karte hai .Amirulmomineen Ali a.s ne aap ko luqman hakeem ki misl qaraar diya hai aur Imam Jafar Sadiq a.s ne luqman se bahtar qaraar diya hai .Rewayat hai ki Salman r.a isme azaam jante the aur imaan ke daswe darje par faez the.

Iltemas-e-Dua
Askari Hasan Zaidi Sirsivi

Hadith- e- Saqlain

Minarah Hidayat :Seerat-e-RasoolAllah s.a.w.w:
Hazrat Muhammad Mustufa s.a.w.w ne farmaya:Mein tumhare darmiyan do chizen chhoden ja raha hoon ek kitabe khuda aur doosre mere Ahlulbayt agar tum inhe ikhtiyar karen rahogen to kabhi gumrah na honge ye dono kabhi juda na hongen yahan takki hauze kausar par mere pass pohche.(Hadith Saqlain)

Mohtaj-e-Dua 
Askari Hasan Zaidi Sirsivi

Monday, January 02, 2017

Woh sabab jiske bina par ambiyaan aur momineen azmaeesh (Imtihaan)mein daale jaate hai



Woh sabab jiske bina par ambiyaan aur momineen azmaeesh (Imtihaan)mein daale jaate hai ...
Taaki Allah unko ajr den..

Iltemase dua
Askari Hasan Zaidi

Maula Ali a.s hi siddiq e akbar hain aur Maula Ali a.s apne beton Imam Hasan aur Imam Husain a.s se bahtar hai.



Maula Ali a.s hi siddiq e akbar hain aur Maula Ali a.s apne beton Imam Hasan aur Imam Husain a.s se bahtar hai..
Pesh hai apke saamne Ahlulsunnah ke aalim Imam Hafiz mohaddis emaduddin abi fida ismaeel bin umar ibne kaseer damishqi shafai ki kitab Fazail Syedna Ali ibne Abutalib a.s
iltemase dua
Askari Hasan Zaidi Sirsivi

Sunday, January 01, 2017

Woh sabab jiski bina par Hazrat Ali a.s qaseemun naare wal jannah(Dozakh aur jannat ke baantne wale) hogaye





Woh sabab jiski bina par Hazrat Ali a.s qaseemun naare wal jannah(Dozakh aur jannat ke baantne wale) hogaye...
Ref:Ilal sharae page number 122-125 ...Sheikh Sadooq r.a
Iltemase dua
Askari Hasan Zaidi Sirsivi
Husaini Islamic library

Momin ke Imaan ke pehchan apki(Maula Ali a.s) ki muhabbat hai aur mushrik ki pehchan apki adawat hai




Momin ke Imaan ke pehchan apki(Maula Ali a.s) ki muhabbat hai aur mushrik ki pehchan apki adawat hai....Kitab al Irshad sheikh Mufeed r.a .

Amirulmomineen Ali a.s ne kaha ki Paighambar-e-akram s.a.w.w ne mujhse ahad kia hai ki Sirf momin tumse muhabbat karegen aur munafiq tumse adawat(dushmani) karegen.

Ref:Kitab al Irshad page 70 sheikh Mufeed r.a .

iltemas-e-dua
Askari Hasan Zaidi Sirsivi

Husaini Islamic Library

Maula Ali a.s har momin ke wali

Hazrat Imran bin haseen r.a se rewayat hai ki Rasool Allah s.a.w.w ne irshad farmaya :Ali(a.s) mujhse hain aur mein Ali se ,Aur Ali(a.s) mere baad har momin ke wali hai.(Ibne abi shaiba)
iltemase dua
Askari Hasan Zaidi Sirsivi